San Francisco: Apple Made A New History By Releasing Two Products With Amazing Features.
3D Touch Technology: hindi and urdu
San francisco kay aik pur hajoom hal me company kay CEO E.O,Tim cock ny kaha kay ye is waqt dunya ka sab sy jadeed smart phone hay jis me 3d touch pesh kya gaya hai jis me screen par mazeed dbao barha kay dosray features ko kohla ja sakta hai.
Live photo and I Screen: in Urdu and Hindi
Smart phone apnay cameray ki waja se be farokht hotay hain .or am iphone 6s or iphone 6 plus ki slahiat 12 mega pixel tak barha di gai hai .laikn aik hairat angez feature ko boht pasand kia gaya hai or wo hai live Photo Feature. is me koi tasveer li jay to aik secound se lay kr aagay tk ky lagatar tasweer li ja sakti hain .or inhayen gifs me badla ja sakta hai .
isay mumkin bnany kay liay is me A 9 CHIP lagai gai hai jo pechali chip se 70 percent zaida hai .Apple 6s ki Qeemat 830 dollars(83 hazar pakistani rupay hai).or 6s plus ki qeemat 950 dollar hai jo 95 hazar pakistani bntay hain
I Pad Pro and Stylish Pencil: inUrdu
IS bar ipad pro me 2 features qable zikar hain aik to is ka screen barha kay 12.9 inch kar dya gaya hai .is me ipad air kay muqablay me 2 gona memoray storage rakhi gai hai ,jis ki waja se A 9 S 64 Bit chip hai .
Mukhtlif motai ki lakeron kay liay aik toufa hai .
Is kI Qeemat 799 dollars(80 hazar rupay hai ).
Stylish Pencil ki qeemat 100 dollars hai.
Stylish pencil ki khasosiat ye kay kay pencil par dbao ko note karty hoay hi line kenchta hai .keyboard ki qeemat 170 dollats rakhi gai hai jo magnet kay zarya ipad pro sy jor jata hai
Apple Tv in Urdu:
Apple tv ko tv ka Future kaha ja sakta hai .q kay is me motion sensor remote control hai .internet or cable ki saholat kay sath sath boht c aisi apps mojod hain .isay hum game kehlnay kay liay be istimal kar sakty hai is ki qeemat start hoti hai 149 dollars .
Keynote d'Apple : présentation de l'iPhone 6S by LePoint