How To Disable Auto Play Feature In FACEBOOK
Facebook ny tamam user kay liay auto play feature bna lia hai .Ab koi be user timeline pe jata hai ,To jab nechay karta hai to agar koi be video aa jay wo khud ba khud chalna start ho jati hai.
Auto play ka feature user ki internet speed ko be nuqsan karta hai.
Is feature ki waja se Mobile User's kay bill be zaida aatay hainm
Read More: Big Boss Kay Pechay Kis Ki Awaz Thi?
User Auto Play ka feature sirf wifi par be istimal kar sakty hain.isay disable karny kay liay sab say pehlay facebook ki application ko open karen ,Us kay bad setting par click karen.
Phr scroll karty hoay nechay jaen,Us kay bad Video auto play tap kar kay off kar dain.
Read More: Facebook Se Paisay Kamany Ka Tariqa?