Facebook ki CEO Mark ZukerBurg ny recently khabardar kia hai kay wo user's ki farmaish par gor karty hoay "like" button ki traha "dislike" button be introduce karwa jay ga .
Laikn is ilan kay bad facebook ny khas tor par user ko btaya hai kay abhi tak aisa koi be button introduce nahi karwaea.
Boht se log or bloggers ny inki shaf kia hai kay hackers, dhoka baz or jalsaz facebook user ko bta rahy hain ko wo facebook kay dislike kay button ko download kar sakty hain .
Or isi bahany wo user ko virus send kar daity hain .Jis ki waja se un ka personel data hackers kay hath lag sakta hai.
Unho ne mazeed btaya hain kay abhi tak facebook ki janib se dislike ka button nahi laya ga sirf ilan kia hai.
Or agar ay ga be to us ko download karny ki zarorat nahi pary gi .
Facebook khud ba khud updata kar day ga dislike ka button.
Read More:Whats App Kay Amazing Tricks Parheay?